Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Washroom Dekhna ki tabeer baitulmal ha or is ko jharro dena mohtaji hai ‘ kaneef mein dakhil ho ker is say baher na nikalna qaid honay ki daleel ha
(2) is mein dodh dalna ya shahad ki sorat mein kerna dabar mein jama krny ki daleel ha . or kaneef ki dalalat biwi pr or ghar ke mohafiz khadim pr bhi hoti hai.
(1) washroom ki tabeer gher ka afrad ki koshada hali or inki shiddte hal ha ya is ki zoja ki daleel ha jis ka sath us zoj-e-khalot krta ha ya us ki dalalat khofia bhadon or movakif kerna waly khadma per hoty ha
(2) batul khala mein qay krna male haram ha ‘ ager is ki bo zaher na ho to daleel ha ka us ki biwi hosana mashrat rakhty ha ‘ is sa nazafat is iorat ki salah obahbood ki taraf ishara ha
(3) ager washroom gandgi sa bhara hova ho to daleel ha woh biwi naferman ha
(4) ager woh badbodar ha to tabeer ha woh orat zaban daraz ha or woh zaban darazy mein shohrat paiay gi
(5)or kuain ka gehra hona ‘ ic orat ka apnay imor bajalana hai. ager kowan bhara hua ho to ‘ is ki biwi hamla ho gi.