Allama Ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama KE mutabik Khwab Mein Light Dekhna ki tabeer gharr ki muntazma hai.
Khwab mien agar koi saary ka sara fateela jala howa dekhy to is mien to ghar ki muntazma o marbiya ka intaqaal hoga.
Khwab mien fateela sy koi chingaari roi mien giri jis sy roi jal gai to sahib khwab ghalti mien mubtala hoga ya zillat uthaye ga.
Khwab mien charagh ya qandeel ki batti bujhi hoi dekhi to is jaga mareez foot hoga. ya gaib ki maut ki khabar ay gi.