Allama Ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama ke mutabik Khwab Mein Kherat Krna to daleel hai ke apny ferzand ka liye orat chahy ga . ya apny khawahishon mein sy kisi ki shadi kary ga or apna mall un per takseem kary ga. or ager dekha ke apna mall najaiz tarz per bakhshta hai to daleel hai ke haram or fasad per mail hoga ‘ or ager dakha ke apna mall beganon ko bkhshta hai is hall mott or zindagi sa pergandha hoga –
Hazrat Ibraheem Kermani (rhu0 na fermaya haI kE ager koi shakhs dakhy ke kisi ka mall us ki raza mandi sy bakhsh raha hai to daleel hai ke us ki naiki or badi ka aser sahebe mall ki taraf eaid hoga –