Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Borha Hona Dekhna ki tabeer ha ke ager koi shakhs khwab mein dakhy ke borrha hogaya ha us ke baal safeed hogye hain to daleel ha ka izzat owr martaba paye ga or ager namaloom borrhay ko dakha ka khuso khuraam ha to daleel ha ka kisi dost sa us ki moradain pori hongi or gham sa nijat paye ga.
awr agar kisi maloom borrhay ko khwab mein dakha khurram or shaad ha ‘daleel ha ke us ko koi cheiz mily gi or is ko tursh roh or ghamgeen dakhy to is ki taveel pehly ke khilaf ha.
Hazrat Jaber Maghribi (RHU) ny fermaya ha ka ager koi shakhs khwab mein dakhy ke borrha jawan ho gaya ha to daleel ha ka us ki izzat or martabay mein nuqsan hoga or duniya mein maghroor hoga or ager jawan bacha dakha ka borrha hogaya ha to daleel ha ka izzat awr martaba paye ga or akhirat ke kaam mein mashghool hoga
burrhapa :
(1) agar khwab dakhna wala nojawan ha to borrhapa dekhna waqar ki alamat ha or ya bhi kaha gaya ha ka taveel umer zaiaf ki alamat ha or baaz Hazraat farmaty hain ka darrhi or sar dono safeed hojana fuqer per dalalat krta ha
(2) agar dakhy k us darrhi safeed hogai ha lakin mokammal toor per nahi hui to is ke qaveey honay or waqar honay ki daleel ha
(3) or jis shakhs ny dekha ka us ka sar safeed hogaya ha awr is ki biwi umeed sa ha to larrkay ki wiladat hogi
(4) darrhi safeed balon ka chonna ya katna nishani ha ka borron ki toqeer kary ga.
(5) ager orat ny dekha ka us ka sar safeed hogaya ha us ka shohar ke fasiq honay ki daleel ha ager fasiq na ho to daleel ha ka is orat ki jaga woh kisi bandhi is ke ghar mein laye ga ya doosra biyah rachaye ga baaz hazrat na fermaya sar ka safeed hojana ghaib admi ki amad ha ya mehman ki tashreef aavrry ki alamat ha
(6) jisam ke baloon ka safeed hojana rai agniya mna sa ha to mall man ghartay ki daleel ha ‘ager fakeer ha to is eassa karz charh jaia ga jis ki adaigi na momkin hogi
(7) kisi gair maroo iorat ka ser ka baal safeed hojana daleel ha khaty ka khushk honay ki
(8) sarray lashker ka baal safeed hojana sab ka farar honay or kamzoory ki daleel ha
(9) mareez saheb khawab man borhapa dakhna is ki moot or karfan ki daleel ha khasa ker ka jab us jisam ka baal safeed hogaia hoon ‘sahmay hoia hak man borhapa aman ki daleel ha
(10) ager iorat borhapa dakha ka daleel ha ka ya apnay shoher ka sa kisi sa kabeeh kalam sonnay gi
(11) ager borrhay na dakha ka ziyadha borrha hogaya or is ka balloon man siyahi abhi kuch baki ha daleel ha ka or waqar millay ga
(12) agr siyahi name ki bhi nahi darrhi bilkul safeed hogai ha apnay sa ioper wallay shaks na pasandeedgi bat sonnay ga
(13) ager kisi na dakha ka is kally darrhi safeed hogai ha daleel ha ka is shaks ka eaman khatam hogaia ga ya mall khatam honay ki daleel ha
(14) ager khawab man dakha ka is ki darry man eak ya do ta teen safeed bal hain daleel ha ka us ka ham iolad nareenah hogi ager safer per us ka shiddat sa intazar kerraha ha daleel ha ka woh wapis eajaia ga
(15) jis na dakha ka is ka senay ka baal safeed hogai hain daleel ha ka is ka khana badbodar hojaia ga
(16) ager kisi na dakha ka us ki darry daleel ha ka us eachi shorat hasil hogi
(17) iemam ibneserein gair borrha ko borrha dakhna makrroh karar datay haia fermatay hain ka borrhapa mall ka ghattay ki daleel ha khas toor per jab baal barrhain ga – ager dakhnay wala fakeer ha to fekrro faka ka sath is per bohoy barry kait mosallat hogi
(18) ager dakha ka safeed baal noch raha ha daleel ha ka ya sonnat ka mokhalif jaia ga or borron ki tokeer na kara ga – darry ka ballon ki safeedy baiaz dafa doory or martabay per daleel kerta ha