Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Bichho Dekhna aisy chogal khor ka sabab sa gam or sakhty pohonchnay per dalalat krta hai jis ka hath or zaban sa koi mahfooz na ho -bichho sa morad chogal khor hota ha -kabhi is dalalat karabat da dushman per bhi hoty ha –
(1) ager dkha ka hath sa bichho paker apni bevey per dala ha to apni bevey ka pichlay rastay mein mashgool hoga
(2) logon per bicho chorrna lovatat kernay ki alalmat ha
(3) zard rang ka bichho ki bhi yahi tabeer ha -baiaz gazrat fermatay hain is morad mall hassool ha or isa katal kerna mall ka hath sa nikalna ha
(4) bichho ko apni taraf ana or dang marna fazal ha jo usa hasil hoga lakin jald khatam hojaia ga
(5) ager bicho usay dang marray to dushman us ki geebat karaga is ko dang ki bakader nuksan pohoncha ga
(6) gher mein bichho ko jalana dushman ki moot ki daleel ha
(7) shalwal mein bichho ka ghusna is daleel ha ka us ka dushman us ki bevey sa bad karry kara ga
(8) ager bicho ka gosht pakaker khaia to daleel ha ka us chogal ki taraf sa mall hasil hoga- maslan barat ka mall
(9) ager bichho ka gosht kacha ho haram mall ki daleel ha
(10) ager khwab mein bicho ko nigal lay to dushman ki eazat per hath dala ga or is ka razoon sa wakif hoga
(11) ager apni kameez ya apnay kamrrah mein bichho dekha to ya is ka dushman ha jo is maiashy nuksan pohochaia ga
(12) ager bichho ko apnay bister mein dekha to dushman or is ka gher mein takleef ki daleel ha
(13) ager apnay pait pa bichoo dekha to woh is ka amal mein dushman ha
(14) ager bichho ko pichlay rastay sa nikalta dekha to daleel ha ka is ki olad mein saiolad dushman ha jn ko wakiya hogi
(15) khwab mein kacha bicho khana gonahgar ki geebat kernay ki daleel ha
(16) isi tarah ki tabeer kisi bhi janver ka kacha gosht khanay pr ha ‘ bichho eassay admi ki daleel ha jis ki dill ki batain zaban sa ikal eaian jis ka dushman or dostoon ka kuch ilm nahoo ‘ bichho kamzoor himmat wala geebat kernay walla dushman ha
(17) ager bichho ko dekha ker darray bichho na us dang na marra to daleel ha ka dushman us geebat kara ga or us ko nuksan pohonchanay ki koshis karaga
(18) ager bichho sa nadarry to dushman na us geebat karaga na us ko nuksan pohonchaia ga
(19) khwab mein bichho ko katal kerna dushman per kamiyaby ki daleel ha
(20) ager dekha ka us ka hath mein bichho ha or logon ko dang mar raha ho daleel ha ka woh logon ki geebat kara ga or logon mein geebat ko faroog da ga
(21) ager khwab mein easa janver ho jo bichho ka mashabha ho daleel ha ka woh easa shaks ha jis ko dushman samjhajata ho derhakeekat woh dushman nahi hita
(22) bichho ka dang chogal khoor insan ki zaban ha