Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Bheria Dekhna jhota zalim badsha ha -ager dekha ka bharriya ka sath larrai kerta ha – daleel ha ka us ki badsha ya kisi or jhagrra hoga –
or ager dekha ka us na bharriya ka dodh piya ha -daleel ha ka is ko taras or khof hoga -ya kisi kam ki kefayat is sa hogy -or ager dekha ka us na bharraiya ka gosht khaya ha -daleel ha ka isi kader zalim badsha sa mall o mofait paia ga –
hazarat ibraheem kermani (RHU) na fermaya ha -ager dekha ka is na bharriya ko marra ha -daleel ha ka eahla islam us mon pharran ga or us mein khuch khair na hogi
or baiaz eahla tabeer na fermaya ha ka dushman ko magloob kara ga –
ager dekha ka bharriya ka ser paya ha -ya us ko kisi na diya ha -daleel ha ka usi kader sharaf or bazurgi paia ga ‘ager dekha ka us ka gher mein bharriya na eaker nuksan kiya ha -daleel ha ka us ko badsha sa nuksan pohoncha ga ‘or ager dekha ka nuksan nahi hova ha -to daleel ha ka maherban badhsa sa nafa paiaga or badhsa is ka mahman hoga –
hazrat jaber magreby (RHU) na fermaya ha -ager dekha ka bharriya us ka bister chopa hova ha -daleel ha ka badsha us eahlo eayal ka sath fasad karaga –
hazrat jaffer sadiq (RHU) na fefrya ha ka khwab mein bharriya dekhna teen waja per ha –
(1) zalim badsha (2) jhot bolnay wally iorat (3) ager madah gerg ha to kamzoor dushman ha
Bharriya :
(1) is ki dalalat zalim dushman sakht ‘jhott bolnay wallay chorr hoty ha –
(2) khwab mein bharriya ko gher mein dakhil hotay hoi dekhna badarry mein gher ka andr chorr dakhil honay ki taraf isharah ha
(3) kisi na khwab dsakha ka woh bharriya ka bacha ko pall raha ha to daleel ha ka chorron ki nasal ka rastay sa uthaia hoia bacha ki perwarish karaga is sa is gher nerbad hoga
(4)kisi na khwab mein bharriya dekha to woh kisi shaks per jhoty tohmat laga daga
(5) khwab mein dekha ka bharriya bail ban gaya ha koi larka chorr shareef ban jaia ga
(6) basa iokat khwab mein bharriya dekhna apnay raies sa eacha kalam son nay ya khorro berkat panay ki alamat ha or is ko shekar kerna sever dollat or shahadat sa serfaraz honay ki daleel ha –
(7)bharriya ki dalalat kabhi sal ki ayam bhi eak ka baid dosrra is ka baid tesra ita jata ha –
(8) is tarah is ki dalalat ‘ilaniya chorry kernay wally dushman per bhi hoty ha
(9) khwab mein bharriya ka bakrri ka bacha ki tarah manoos hona daleel ha ka kisi chor ka taib honay ki
(10) ager khwab mein dekha ka bharriya ban gaya ha tabeer ha serverd ferhat naseeb hogi
(11) bharriya ki dodh ki dalalat khof or hokam ka khatam honay ki daleel ha
(12) kabhi zaib ki dalalat sakht zalim kabhi badsha per or kabhi kamzoor kisam ka chorr per jhot bolnay mokhalif shaks per hoty ha
(13) khwab mein bharriya ka ilaj kerna is shaks ki ilaj ki daleel ha ka jin per bharriya dalalat kerta ho
(14) kabhi bharriya dekhna rishtadarron ka sath dushmani ‘sazish’ jhot ka maiam la mokrna per dalalat kerta ha
(15) khwab mein bharriya kutta yak ja motfik dekhna rishtay darron ka sath ‘sazish kernay or monafket kernay per dalalat kerta ha