Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Bakri Ka Bacha Dekhna khavah mada ho is ki taveel ferzand ha –
ager khwab mein dekha ka us na bakri ka bacha pakra ha – ya us ko kisi na diya ha to daleel ha ka us ka ha ferzand eaia ga us per hoga -yani bap ki tarah hoga ‘ ager dekha ka bakri ka bacha mara ha to daleel ha ka us ka ferzand marraga ‘ or ager dekha ka bakrry bacha ka gosht khaya ha to is amer ki daleel ha ka is ka erzand ki taraf sa gam indoh hoga –
hazrat ibraheem kermani (RHU) na fermaya ha ka bakrry ka bacha khwab mein dekhna or monfaiat or us ki barai or chotai ka motabik us ko mall halala ki daleel ha ‘ or ager dkha ka us ka pass bakri ka bacha ha usi kader mall ganemat pohonchna ki daleel ha or ager dekha ka bakry ka bacha mara or khaya ha lakin gosht ka liya nahi kiya ha to daleel ka us ko ferzand ki taraf sa moseebat pohoncha gi –
hazrat jafer sadiq (RHU) na fermaya ha ka bakri ka bach dekhna pach waja per ha –
(1) ferzand (2) mall halal (3) maieshat (4) gam indooh
Bakri ka bacha :
bakri ka dekhna larka ha or us zebah shodah dekhna is ki moot ki nishani ha
(1) khwab mein bakri ka bacha mila bacha pada hona ki nishani ha
(2) khwab mein bakri ka bacha khana bacha ki taraf sa mall milna ki daleel ha ya mall kaleel honay daleel ha
(3) bakri ka bachay ko khanay ka ilawah kisi or garz sa zebha kerna batay ya kisi or karebay rishtay dar ki mot ki daleel ha
(4) khwab mein bakri ka bacha ya bharr ka bacha zebha kerna bachon mein dilchaspey lana ki daleel ha
(5) khwab mein is gosht khud ko khatay dekhana to daleel ha kisi bacha ki taraf sa kaleel mall milnay ki daleel ha
Bakri ka bacha :
is ki dalalat fermanberdar bata per hoty ha khwab mein batoor is haba milna ferman berdar bachay ka toold ki daleel ha toolad ki daleel ha ‘ chotay chotay janvarron ka malik banna gam ki dalalat kerta ha insan ka batton ki dalalat duya per hoty ha khwab mein isi zbah kerna kisi ka marna ki daleel ha