Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Baghon Ki Baar Dekhna is jaga per phal hai to ya deen ka fasad dunya ki ziya ‘ lashker ki kharabi’ toba ka totna ‘jahilon ko mukadam ‘ iehala ilm ko moikher kerna ‘ murtad hona ‘ deen say phir jana ya am logon ka boland hona khas logon ka past hona per dal hota ha
(2) agr darakhton ki jaga sakht devar ya mazboot kila ya khandak da khi to ya dakhna walay ke liya ziyadah kovat ‘rokawat pr rutba ki bolandi kiialamat hai ‘or barr deen per dalat hai.
(3) darakhton ka bakey hissah deen ke wazif per dalat krta hai or baiaz dafa barr badshah ke qilly per dalalat krta hai or us ke ilawa darakht irbab hakomat hai.
(4) agr bagh is ka malik per dalat kary to mazkora barr is ka ehla khana qareebi rishtay or us ke per dalat krta han or bagh dunya per dalalat kray to barr say morad us ki iolad hain jis mein boland or gerray hovay
or sakhi or bakheel sub shamil hain or baiaz dafa barr us ke malik ke deen or kam per or in chezon per jo usay akhrat ke iazab say bachata hai per dalalat krta hai.