Allama ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama ke mutabik Khwab Mein Baghal Dekhna malamat or bady ha jo is pohonchay gi ‘or bagal ka balon ko khwab mein dekhna morad ka pany or per galib anay ka dalel ha
hazrat ibraheem kermani (RHU) na fermaya ha ka ager koi shaks khwab mein dekha ka us bagal sa badbo eaty ha is sa is ki daleel ha ka saheba khwab mall haram paiaga
hazrat jabr magreby (RHU) na fermaya ha ka ager koi shaks khwab mein dekha ka is ka bagal sa nihayat badbo eaty ha to daleel ha ka malle haram paia ga
agerv dekha ka bagal ka nicha hatoo n ko rakhta ha to daleel ha ka dushman ko magloob karaga or mall hasil karaga – Ferma ne hak taiala ha (apna hath pehlo ka sath mila -safeed nikla ga )
or baiaz ahla tabeer biyan kerta hain ka moravat or javan javan merday ka uthanay ki daleel ha or ager dekha is ki bagal koi nuksan nahi ha to daleel ha na morady or dushman ka galba ki ha or ager dekha ka us kia bagal sa badbo eaty ha to daleel ha ka us ko mushkil sa mall ilay ga
or ager dekha ka bagal ka nicha pasena jarry ha to daleel ha ka is pasenay indaz sa mall ka nuksan hoga –
Bagal ki badbo :
(1) khwab mein bagal ki bo songna ya dekhna dard serd’ nazlah ‘zokham ‘ borry khabrreib ‘ razfash honay ‘ khot or bogaz ka zail honay honat per dalalat kerta ha – thakawat ka baiad kerzoon kiadigi ki bhi alamat ha – kabhi is dalalat fazool mashwaroon per bhi hoty ha
(2) bachay ka khwab mein bagal mein badbo dekhna is ka balig honay ki taraf isharah ha – kabhi is ki dalalat phorray ya kisi or earat sa marnay per bhi hoty haya kisi or earat sa marnay per bhi hoty ha