Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Bagal Dekhna dushmanon ko darany ki taraf ishara hai.
(2) is tarah iwaz bagal ki sama kisi museebat ki taraf bolana per dalalat kerta hai.
(3)kisi ny dekha woh bagal baja raha hai to ya moseebat ki ilamat hai.
(4) bagal agr Quran ke sath ho to riyast-o-kham ki ilamat hai.
(5) kabhi bagal jhoti khabron pr dalalat kerta hai.
(6) bagal bajana walay admi ki tabeer nazo nakhra krny waly sy ki jati hai ya baiaya sharab sy ki jati hai.
(7) khwab mein bagal dekhna khair zahir hony ki taraf ishara hai.
(8) owr bagal mein kharabi ikhlaqi kharabi ki daleel hai.