Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab Nama k mutabik Khwab Mein Angrai Lena Dekhna ki tabeer kam mein susti krny c ki jati h .ksi ny khwab mein ksi shakhs ko shikum syr logon ki trah angrai lety dekha tou ye is shakash k baghi hony or muamlat mein tool deny wala hony ki nishani h .
(2) khwab mein nazz c chlna ya angrai leta hoa chlna kbr fajir or deen na hony ki elamat samjhi jati h chunancha allah ka farman h.
(3) kbhi khwab mein angrai lena thakawat k bad aram prr dlalt krta h or agr angrai leny wala mareez ho tou iss ko drna chaheay agr tandrust h tou marz mein mubtla hony ki elamat h khass tor prragr angrai k sath jmaii b ho.