Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab Nama k mutabik Khwab Mein Angoor Ka Darakht Dekhna ezat or sharaft ki daleel h or angor ki bail ki taber dolat mand orat c b ki jati h.
(2) agr ksi ny khwab mein angor ki tehni pkri tou shreef orat ki traf c mall milny ki dallel h baz ny kha k angor ki bail ki dlalt kreem admi pr hoti h
(3) agr ksi ny khwab mein angor ki bail sardi k mosam mein angor c ladi hoi dekhi tou iski tabeer aisi orat c ki jati h jis ka mall khtm hoa ho. or wo guman krti ho k wo dolatmand h .
(3)agr sahib khwab ny is angor c gucha chun lea tou chunny k bqdr wo apna mall orat prr khurch kry ga .
(4) agr ksi ny khawwab mein angor ki bail or is k pty dekhy wo ksi deeendar c faida uthay ga.
(5)khwab mein angor dekhna shadi ka irada krny waly shakash k leay axha h .
(6) agr ksi ny khwab mein angor ka saiban dekha tou is ki tabeer khoob soort maldar nokar chaker wali orat c ki jati h .
(7) isi trah khwab mein angor ka bagh dekhna bhi orat milny ki daleel h.
(8) agr ksi ny dekha k is k sir k oper angor ka drakht uga h tou is k sir mein phora nikal ay ga.