Allama Ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama ke mutabik Khwab Mein Alhamdulillah Kehna kher pr dilalat krta hai.
Kisi ny apny ap ko ALLAH ki hamd byan krty hoy Dekha to Dalil hai us ko hidayat Fi-ul-deen or Noor Naseeb ho ga
kabhi Hamd ki tabeer Aulad sy bhi ki jati hai
Ager Fakeer apny ap ko hamd krty hoy dekhy to wo ghani ho ga
Khwab mein tahmeed karna Dalil hai ke Sahib Khwab Shukar Guzar Banda Or us ko Do Aalam Baty naseeb hon gi
Allahb ka farman hai ke “TA KE AZMAYE MUJH KO MEIN SHUKAR KARTA HON’ OR JO KOI SHUKAR KARY SO SHUKAR KARY APNY WASTY” Dosri Jaga Irshad hai ke “TAMAM TAREEFAIN US ZAT KE LIYE JIS NY BAKHSHA MUJH KO ITNI BARI UMAR MEIN ISMAIL OR ISHAQ”