Allama ibn-e-sirin ki kitab khwab nama k mutabik Khwab Mein Ahle Faris Ka Tehwar Dekhna sabka khushi k lotny per hoti h .or daleel hy k is ka ghum khtam hoga or alamt hy k hath sy nikla hoa mall dobara hath ay ga .
(2) khwab dekha k noo roz h or din juma h .tou tabeer h k drya neel drmyany drjy mein bahy ga .or missar mein fasad r preshani phely ga or din hafty ka ho tou daeel h k aman zameen perr brqrar nhi rhy ga or wo sall skht mushkat mein guzry ga or vaba phel jay ge .
(4) or agr din atwar ka ho to drya neel k tughyani mein tawasut hoga or mosam sarma sakht hoga or fasloon mein barkat hoge .
(5) or agr peer ka din ho tou drya neel k chlny mein barkat hoge or fasloon k khrab hony ka andesha hoga .or mosam sarma mein bemarian zyada hony ki bhi alamt h .
(6) agr din mangal ka ho to drya neel mein twqaf k bad imtdad ayga . or is mein zyadti ay ge or is sall mosam sarma mein sakht sardii hogee.
(7)or agr ye khwab budh k din ho tou dleel h drya neel mein drmyani darjy ka selab hoga or zmeen k oper zyada dyr nhi rhy ga blky jald e uter jay ga .or garmi r mosam khesan k darmyan shdeed sardi pary ge.
(8)agr ye din jumarat ho tou tabeer h k neel mubarik hoga or seway mavysheoon k ksi b chez ki qeemt nhi barhy ge.( note) ye sub tabeeren bteloos ny khass toor prr mulk misser k leay ki h .