Allama Ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama k mutabik khwab mein ahem khanon ka bawarchii dekhna ki tabeer ha:
Ahem Khanon Ka Bawarchii:
(1) iski rooeat khushion r musaratoon ki alamat h .
(2) bazar k bawarchi ki dlalat faidy k drpy shaks prr hoti ha khwab mein isko dekhny ki tabeer ilam, hikmat or rizq ha.
(3) taarkol pkany waly ki tabeer libass r samundari safar h .
(4) safri bawarchi aik jga sy dosri jga ya aik halat c dosri halat mein muntakil hony ki alamt h .
(5) tbakh r degar agg sy taaluq rkhny waly pyshoon k admion ko khawab mein dekhny ki tabeer ashab kalam o khsomt o shrr sy ki jati h . tbakh ko dekhna hr us admi k haq mein bais khyr ha jo shadi ka irada rkhta h mgr bemar admi k haq mein tbakh dekhna koi achi tabeer ni .
(6) ghroon mein tbakh dekhna shadi k khwahan shaks k leay khyr ki alamt ha .