Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khawab Mein Baat Karna Dekhna
Baat karna:
(1) khawab man mokhtalif zabnon mein bat kerna barri hakoomat ka malik honay ki daleel ha
(2) is tarah murdy ya prindy ka bat kerna sahiba khwab ka liya barri hakoomat ‘ ilm or samaj dari pany ki khush khabry ha
(3) ager kisi na dakha ka ount ya ountny ya mendha or koi chopaya sahab khwab sa ham kalam ho kr kah da ” mein na khwab dakha ” mager woh khwab biyan nahi kar pata to sahebe khwab ka liya jang ‘ jhagrra ‘ halakat or molk hath sa nikal jany ki daleel ha
(4) kisi na khwab dekha ka kuta ‘ cheta ya baz us say kah raha ha mana khwab dekha ‘ ya hasool-e ganeemat saroor ki bisharat ha . prinda ki her bat naik or khair ha
(5)kisi ka sath khwab mein prinda bat karay to ya saheb-e-khwab sa boland rutba honay ki daleel ha
(6) ager kisi ka sath sanp naram lehja mein bat kary to is ko dushman ki taraf sa saroor khair naseeb hogi awr logon ko is py taiajub hoga
(7) ager kisi ka sath chopaia bat karra to woh marr jaiay ga( Allah Taiala) ka qool ha ( or jab per choka gi un per bat nikalan un ka iagay eak janwar zameen sa batain kary ga )
(8) ager kisi ka sath is ka sariya nak bat karray to is iazo ka monasib woh mohtaj hoga ya us ko sakht mushkilat darpaish hongi
(9) kisi ka sath darakht ya koi aisi chiz jo saheb-e-khawab ka movafiq ho ‘ gutago kary iesay chiz hasil hona ki daleel ha jis sa log hairan hongy hogi
(10) khwab mein bachy ka bat karna khava jis kafiat sa bhi ho jo kuch kaha woh haq honay ki daleel ha . kabhi khwab mein bachay ka bolna najaiz kamon mein mubtala hona ki daleel ha
(11) agar ya hi khwab saheb-e-khair dakha to log is say ajeeb maamlat dakhain ga . ya woh khud ajeeb khaber sa waqfiat hasil kary ga ya woh shaher mein ajeeb maamlat dakha ga ya sony ga
(12) jamadat ka bolma solah or naseehat per dalalat kerta ha
(13) hevan ka bolna kabhi azab per bhi dalalat krta ha
(14) darakht ka bolna boland hona ki ilamat ha
(15) mordon ki batain fitna hain
(16) darindon ka batain krna tang dasti ki ilamat ha
(17) aza or javarah ka bolna gunah serzad hona ki dalalat hota ha . kisi bhi chiz ka kalam kerna (Allah ya kitabo sonnat Rasool (SUBH) ya akal ka motabiq ho to mahal tabeer ha or is kalam ko sonna walay ka liya bahter ha or is ka motabiq amal krna zarori ha ager ya kitabullah or sonnat ka mokhalif ha to is koi tabeer ha na hi is per amal krna zarori ha
(18) azaman sa kisi ozo ka hamkalam hona saheb-e-khwab ka liya rishtadaron ‘ doston or sharekon ki taraf sa naseehat ha ‘ is per amal krna zarori ha is liya ka ya qiyamat ka din is ka khilaf gavahi dan ga
(19) hewan ka kalam per yaqeen krna ‘ bhaiyon ka sath rehaish ikhtiyar krna or ehla ilittaiat ka sath manoos hona ki daleel ha
(20) devar ka kalam krna bhaiyon ki jodai sa darna ha . kabhi is ka kalam krna saheb-e-khwab ki rafa qadry ki daleel hota ha is liya ka ya Nabi (SUBH) ki moajzat mein sa ha ya is ki mazhab ki salamti ki daleel ha ya is ka liya hadayat ka zariya ha kionka (Allah taiala Mosa alaissalam sa darakht ka zariya mokhatib hova kertay thay)
(21) dushman ka khwab mein kalam krna modat-e-hijr khatam honay ki daleel ha
(23) khwab mein kalam krna mein sabkat krna badarr man masbookj hona ki ilamat ha ya phir esa hoga jasa dakha ha
(24) agar kisi na khwab mein gabby awaz sonny jis mein amer ya nahi koi zajriya bisharat ho iasa hi hoga jasa dakha ha