Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Bakri Waghairah Dohna Dekhna ki tabeer hai ke jisy dhoya ja raha hai us ka aitabar sa is ki dalalat mandraja zail ishiya per hoti hai ‘achi zindagi’ madahnat ‘ siyasat ‘rizq hasil krna.
(2) ghulam ka khwab mein apnay mola ki gaaye ko dohna mola ki biwi ke sath nikah krny ki taraf isharah hota hai.
(3) kisi na khwab dakha ka woh koi gaia dod ker is ka dodh pe raha hai to ya is ka maldar or ghani honay ki ilamat hai.
(4) ghani ka ya khwab dakhna is ki bolandi ‘shan ‘iezat ‘or mall mein ziyadaty ki daleel hai.
(5)khwab mein ount dohna badsha ki taraf sa mall milna per dalalat kerta hai or khon dohna mall haram milna ki alamat hai kabhi dohna ki tabeer makro sazish sa bhi ki jaty hai.
(6) ount dohna earab ki serzameen mein kam kerna or bakhty ount dohna zameen e ajam mein kam merna ki taraf masheer hai.
(7) kisi na khwab mein ount doha or us mein sa khoon nikla to daleel hai ka saheba khwab badsha ka sath khiyanat ka maiamla karra ga -or dohtay waqt zaher nikal ana haram kamany ki traraf isharah hai.
(8) khwab mein tajir ka ount ka dodh nikalna is ka oliya rizk halal or tejarat mein bemekdar dodh monafa dunya ki fervani ki besharat ha
(9) ager dakha ka dunya mein dodh ki barish hoi hai bamehdar dodh dunya ki farakhi ki daleel hai.
(10) khwab mein ount ka dodh nikal ker pena gair shadi shoda ka liya nack saliha orat ka sth nikah ki daleel hai or shadi shoda ka liya baberkat batay ki ilmat hai.