Allama Ibn-e-Sirin ki kitab khwab nama ke mutabik Khwab Mein Log Dekhna ke logon ny bohat sy sabz kapry pehny hain .to ye is ke aram or pak deen or khushi pr dleel hai or ager dekhy ke log siyah or maily kapry rkhty hain to is ki taweel awal ke khilaf hai or ager dekhy ke un ke kapry neely hain to musibat or andooh prr dleel hai, or ager dekhy ke naay or farakh kapry rkhty hain to aysh or frakhi naimat pr dleel hai.