Allama Ibn-e-sirin ki kitab khwab nama ke mutabik Khwab Mein Aabnoos Dekhna ki tabeer apny kam mein sakht mazboot hona hai lekin maldar bukhil hoga . is sy kisi ko faida nhi pohonchy ga .
Hazrat Karmani (R.A) ny farmaya ke aabnos ka khwab dekhna usi sift ki orat hoti hai jo oper mard ki byan ki gai hai. hazrat jafir sadiq (R.A) ny farmaya ke khwab mein abnos ka dekhna guzashta tabeer rkhta hai .
Aabnoos:
(aik khaas kisam ka darakht jis ki lakri sakht or siyah hoti hai) khwab mein abnos ka darakht dekhna malldar hindustani orat ki dleel hai.