Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Badshah ka Darban Dekhna agr khra dekha to is taraf ishaara hai ke us ke darban apny kaam mein kotaahi nahi karty.
2) Agar darbanon ko betha dekhy to unki kotahi par daleel hai.
3) Aam aadmi agar badshah ke darban dekhy to usy khushi haasil hogi.
4) Khwab mein badshah k darban ko dekhna bahut bary adeeb par dlalat hai jis sy sub mashwara lety hon awr us par ettimaad karty hon awr kabhi badshah k darban ko khwab mein dekhny sy asbaab ki mushkilaat ki taraf bhi ishaara hota hai.