Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Baal Katwana Dekhna ki tabeer saheba khwab ki adat ka motabik hoty ha
(1) chonacha khwab dekhna ka is na apnay ser ka baal mond diya hain to tabeer ya ha ka woh apna mall allah ka eastay mein lota daga
(2) ager saheba khwab ki adat mosam germa serka baal mondhna ki ha or germi ka zamana mein khwab mein ser mondha hova dekha to ya hassol e fovaid ki daleel ha -or kabhi khwab ki dalalat rahoto kalb or eankhon ki beemarrion sa nhi hoty ha
(3) serdi ka zamana mein khwab dekha ka ser ka baal mondha hoia hain is ki dalalat sadmon or takalee per ha ‘amraz e tavan per hoty ha
(4) gair mozza halak mein halak zakhmoon or nuksan ki alamat ha or serka baal katwanay ki tabeer amannat ki adigi or khof sa aman bhi ha
(5) ya hi tabeer baal chotay kernay ki bhi ha
(6) haj mein halak kerna karz ki adaigi sath kamiyabi ki daleel ha
(7) baloon ko kam kerna khof sa mamoon honay ki daleel ha
(8) gair halak mein halak kernay ki tabeer is sa kamter ha -ager saheba khwab kisi prashani mein mobtala ho ya karzoon ki geraftar ho tabeer ya ha us sa nijat millay gi
(9) kisi raiees admi gair mosam haj ser mondhna faker honay ki alamat ha
(10) makrooz ka liya ya khwab adaigi karz ki daleel ha kabhi is ki dallat hatak eazat sazish ya basbab moot hokmarani sa mahroom honay per bhi hoty ha
(11) hamashah maslah rahnay wallay shaks ka liya kaveey honay pr mosaabat ka khatam honay ki nisha ni ha
(12) kabhi apna ser mondha hova dekhna dushman per galba kovat eazat hasil kernay per dalalat kerta ha
(13) kisi na khwab dekha ka woh ser ka baal katraha ha to daleel ha ka is ki eazat eahtaram mein kami eaigi
(14) halat badarry ser modhnay wallay shaks ka hissab ser mondhna us ka nack saliha honay ki nishani ha
(15) khwab mein apnay hathon sa halak kerna adaigi kerz ki daleel ha
(16) khwab mein kisi iorat ka ser mondha hova dekhna daleel ha ka us shoher us ko talak daga ya merjaia ga ya us joda hoga
(17) kisi iorat na khwab dekha ka is ka shoher us ser ka baal kat raha ha to daleel ha ka is ka shoher us ka gher mein us ko mahboos rakha ga jasa ka prinda ka per katr ker us ko ghonsla mein kad kerdiya jata ha
(18) baiaz mabrain ki raia ha ka iorat ka khgawab apnay baloon ka halak kerna perdah kerna ka isharah ha
(19) iorat ka khwab mein kisi deeny maslahatv ya kisi daleel ki binaper baloon ko mondhna ya kam kerna adai kerz or adai amanat ki daleel ha mazkoorah tabeerain jab hain ‘ saheba khwab apnay app ko haram mein ball mondhtay ya kam kerta y dekha
(20) kisi iorat na khwab mein dekha ka eak admi us iorat ko baal katnay ki daleel daraha ha to daleel ha ka us ka shoher ko kisi or iorat ki taraf bolaia ga khwab dekhnay wally or shaks ka darmiyan eashka ka maiamla hoga
(21) kisi shaks na khwab dekha ka us ki bavey ka gasson katay hoia hain tabeer ha ka woh bay iolad hoga
(22) khwab mein apnay baloon ko katna ya baloon ka kat jana kovat mein kami ki daleel ha –
(23) khwab mein nisf darry ka kat jana eazat ka khatam honay or fakeer honay ki alamat ha
(24) kisi na khwab dekha ka gair maroof shaks is i darry ko maond dala ha easa dushman ka hath jaia ga ya us ko janta ha ya pher woh us ka hamm name hoga
(25) ager darrhi mondhnay walla shaks bodha ho daleel ha ka us eazat baasal or mazboot admi ka hatho khatam hojaia gy
(26) ager kkisi na dekha ka us ki darry mond de gai daleel ha ka is ki eazat is ki bavakofy ki waja berbad hojaia gy baloon ko iokharnay ki nisbat mondhnay ki kam darja ki ha kabhi chahray ka ball iokharrna baiaz amoor ki darustagy ki alamat ha ager is ka chahrra bad noma na nazer araha ho
(27) darrhi ko hatrh mein pakerr ker eak hath sa ziyadha baal katna mall e zakat ada kerna ki daleel ha
(28) ager dekha ka mothi mein pakerr ker jarron sa katt raha ha daleel ha ka chacha ki merass khaia ga is ka sewa is ka koi or waris na hoga
(29) darrhi ka kuch hissa kata ha daleel ha ka us ko javah rat milan ga
(30) darry ko mandhna mall o jah ka khatam honay ki daleel ha or baiaz na kaha ha ka darry ka mondhna mandraj zail waja per ha
sazish ‘dhoka ‘ fasloon mein buksan pada hona ya ni phaloon ko paknay sa pahllay iotarna bevey ya bachay ki achanak moot wagarah
(31) halat badarry mein darry modhta dekhy or khush honay shaks khwab mein darry mondhtas da to daleel ha ka mostagni honay or eayal ka kafeel banay ki daleel ha
(32) halat badarry mein baloon ki hezat kernay wala shaks ager khwab mein baal mondday to daleel ha ka is ki tabeer bahter nahi ha ager woh halat jang mein ha to daleel ha ka woh kaid hoga or us ka ser kat jai ga
(33) agr halat solah mein ha us ka mall us ka hath sa niokal jaia ga or us ki eazat hogi ya saheba khwab apnay raiees sa joda hoga
(34) ager kisi na halat jahad mein ya halat haj mein ya halat ioshrah ha haj mein apnay ser ka baal mondtay hoia damkah to daleel ha ka is ka tamam kerzak ada honga or tamam sedkat daga – ager dekha ha ka mosam serma mein us na khwab mein sr ka baal mondhta ha daleel ha ka is ka maal khatam hojaia ga ya baiaz ulma na kaha ka us ka bap ager zindha ha to us ka intakal hoga
(35) ager koi iorat dekha ka us ka ser ka baal mondh deya gaia hain daleel ha ka us ka ya us ka shoher ka intakal hoga baiaz ulma ki raia ha ka is iorat ko apnay shoher ki taraf sa is ko khiar naseeb honay per dalalat kerta ha
(36) khwab mein apni monchon ko kam karena ya mondhna khair naseeb honay per dalalat kerta ha ager koi shaks dekha ka is ka ser ka baal or darry dono mond diya gaia hain daleel ha ka ager beemar ha to shifa paia ga ‘ ager makrooz ha to karz ada kara ga ‘ ager gam zada ha to gam door hopga ‘ or baiaz ulma karram ka kahna ha ka us tabeer eachi bahi ha
(37) ager kisi na dekha ha ka woh apni godi mond raha ha dal;eel ha ka is ka karz ad ahoga or kisi ko pata tak na hoga
(38) ager dekha ka khwab mein pait ka baal saf ker raha ha daleel haq ka us karz door hoga or us mein allah taiala ki gaby imdad shmil hogi or is ki islah ki daleel ha
(39) ager koi khwab mein dekha chona pait per laga ta ha or dekha ta ha ka us ka zair naf ka ball saf hojatay hain daleel ha ka ager maldar ha to is mall khatam hoga or baiaz ki raia ha ka is ka maal jaiadad khareed na mein khatam hojaiaga
(40) ager saheba khwab fakeer ha toihtyaj khatam hoga or ager chonay baiaz baal saf hogaia or kuch baki raha daleel ha ka daleel ha ka us ki namat or kovat mein kamy eaia gi – khwab mein ustarray sa zare naf ka baal saf kerna bevey ki taraf sa khair milnay indasha ha ager yahi khwab iorat dekha to daleel ha ka is ko shoher ki taraf sa khair milna ka indasha ha