Allama Ibn-e-Sirin ki kitab Khwab nama k mutabik Khwab Mein Uqaab Dekhna ke baaz pakra hai ya agr kisi ny diya hai or hath pr betha hai to ye izzat or martby or qader ki ziyadati ki daleel hai
or ager dekha ke safeed baaz is ke hath pr betha hai to daleel hai ke badshah sae izzat or martaba paaye ga ‘or ager dekha ke baaz us ke hath sy gira or mer gya hai to daleel hai ke martaby sy gir kr tang hoga
Hazrat Ibraheem Kermani (RHU) ny farmaya hai ke ager khwab mein safeed baaz paya hai ager badshahi molazmeen mein sy hai to badshah sa willayat or izzat paaye ga ‘or ager dekha us kisi ny baz bakhsha hai to us ke ferzand saheba mertaba or haseen o jameel honga ‘or ager dekha ke baaz chat pr batha hai to daleel hai ke us ko naia badshah sa sohbat hogi or khair monfaiat paiaga ‘ or ager dekha ke baaz b haga hai or gher gaya ha or orat ke daman ke neecha chup gay ha to daleel ha ke is orat ke han khobsorat larka pada hoga ‘or ager dekha baaz ke paion mein sony ya chandi ki jhanrray hain to daleel hai ke is orat ke han lerkey pada hogi –
hazrat jaber magreby (RHU) Ny fermaya hai ke ager koi khwab mein dekha ke is ny baaz paya hai or mar dala ha ager ya shaks badshahi logon mein sa ha to ya apny iohday sa mazool hoga ager badshahi logon mein sa ha to apny iohday sa mazool hoga or in mein sa nahi hai tyo eahle kehna sa gam uthaia ga ‘ or ager dekhai baaz us hath sa iorra or wapis na hi eaya daleel hai ke is ke hath sa seltanat nikal jai gi or baaz wapis eaya or is ke hath per batha to ya seltanat or molk qadre paia ga
hazrat jafer sadiq (RHU) ny fermaya hai ke khwab mein baaz ko mateey dakhna panch waja per hai
(1) tabadarry (2) khoshi (3) bisharat (4) ferman (5) morad ka pana
ager baz safeed dekha or mateh hai do hazar derham milan ga ager mateey nahi hai to is char wajah per hai
(1) badshah ke zalim (2) hakim jo bady ki taraf mail hoga (3) khiyanat krny walla fakiya (4) woh ferzand jo mein bap ke nafefrman ho
Baaz :
(1) khwab mein baaz dakhna fermanberdar ho badshahi ki masaib ki alamat hai is liya ke baaz tamam prindon per tasallut kerta hai
(2) ager kisi ny khwab dekha ke baaz ko apni taraf bolaraha hai daleel hai ke saheba khwab ko cheer pharrny wally foj naseeb hogi
(3) kabhi baaz ki tabeer moiaziz admi sa ki jaty hai
(4) kisi ny khwab mein baaz pakrra daleel hai ke is ko azeem bata naseeb hoga -ager saheba khwab amarat ke eahal hai to is ko hakoomat milny ki daleel hai
(5) ager kisi ny dekha is ke hath sa baaz ur gaya sirf us pindly wapis rah gai to saheba khwab ke molk khatam hoga sirf us ke tazkerah baki rahas ga
(6) ager khwab dekha ke us ke hath sa baaz ur gaya us hath mein sirf per rah gaia to daleel hai ke us molk ke kuch hissah us hatrh mein raha ga
(7) khwab mein baaz ko zebah krna katulmalook ki nishani hai or is ke gosht khana bashah ki taraf sa mall milny ki alamat hai
(8) badshah ka bata apny hath mein baaz dekha to ya badshahat milny ki taraf isharah hai
(9) ager aam amy ya khwab dekha ke riyasat milny alamat hai jis may is ki eachi shohrat hogi
(10) ager kisi ny dekha us apny gher mein bazz ko katal kiya ya hoshiyar chorr ko qatal krny ki alamat hai
(11) ager kisi ny dekha hai kisi mohallay mein baaz ioter gaya hai to daleel hai ke us mohallay mein chor dako wagarah dakhil ho ga
(12) ager kisi ny dekha hai ke us ki makiab sa baaz nikla hai to haram khor admi ke sath daga ga ya us ke gher mein phana laga
(13) kabhi baaz ki tabeer easa chorron sa ki jaty hai jo din deharry chorry kertay hain
(14) baaz mandarja zail ashiya per bhi dalalat kerta hai badshahet’dushmano per galbah ‘ iolad ki waja sa momliak ‘ bsawar’ imeedon ko [pohonchna ]’ eakhon ki sahat ‘ kasrat esfar ‘moot ‘qaid wagarah per
(15) ager dakhga us ke hath sa bazz ur gaya or us ka dhaga us hath mein reh gay us ki hakoomat khatam hogi bakadera kuch mall us ke hath mein hoga
(16) ager kisi ny dekha hai ke us baaz shekar ki garz khareda hai daleel hai ka woh kisi kam ke liya easay darenda bhaja ga jis woh bohot mall kamai ga
(17) baiaz ulman kahtay hai ka baaz ke merna zolmat ke khatam hony ki alamat hai